Roman script

Reply to Raftaar’s Sheikh Chilli

Sheikh Chillliii…

Abe ae bachkaane

Ye sab na main chauthi mein karta tha

Raftaar marwaake maanega

Raftaar marwaake maanega

#Raa..

Sheikh Chilli

Saccha musalman hai toh jhooth nahi bolega

Jaat pe kahan ja raha hai baba

Apun Insaan hai

Sun abe saccha musalman nahi

Saccha insaan hoon

Teri khot soch pe dene aayela gyan hoon

Video mein Helicopter

Chhote main vimaan hoon

Chakkar aa jayega

Kimaam waala paan hoon

#Raa

Khaana khilaya na

Paisa le!

Studio kiraya bhara tha na

Paisa le!

Mujhe tune show pe gawaya na

Paisa de!

Main faukat mein aaya tha

Abe khote soch waale

Tera munh kaala

Tu Bantai se bhid gaya

Samjha kya lala

Tu paise kamaane ke piche tha pagal

Hip hop ko chhote humne sambhala

Tu tootela taala

Tu khulela naala

Jhooti teri boli tera kam bhari zaala

Bantai hatela hai

Samjha kya lala

Tu nakli savera main saccha ujaala

Yahaan tera kaam hi nahi hai

Undergroud music mein tera naam hi nahi

Tu faukat dikhawa karta hai chhote

Hip-Hop mein tereko salam hi nahi hai

Khuda-haafiz hai

Mil waapis se

O mere laal samajh ni aaya toh

Samajh mein aayega

Aage kya gayega aur kya batayega

Mere hi flow mein tu mereko samjhayega

Sadak gaana chhote pehle se bana tha

Tune mujhe poocha saath mein banayega kya

Chaar line haan tune likha tha

Par poora gaana chhote maine banaya tha

Phone pe baat kiya recharge karayega kya

Paisa paisa paisa

Paise ko khayega kya

Paise ko khayega kya

Kitna khaata hai bhai tu

Ek peti do peti

Ae kitni peti khata hai tu

Khilao isko

DIVINE aur Naezy pe picture bani hai

Lekin teri picture main ‘ich banaunga

Tu toh Gully Boy mein nahi hai chhote

Picture se pehle main sabko bataunga

Kaun asli kaun nakli

Kaun chicki kaun chakli

Rap Game hai bhai

Yeh mazaak nahi hai

Tere baat mein koi baat nahi hai chhote

Tere baat mein awaaz nahi hai kya

Mere jaisa pagal rapper ka

Ilaaj nahi hai aaj nahi

Kal hai mera safal hai mera

Khud pe bharosa akal hai mera

Sheikh Chilli gaane mein tu toh nakal hai mera

Haan pakad le mera, Flow

Raftaar dekho hua slow

Giraftaar huaa mera bro

Chal aye bachkaane mat ro

Mujhse panga liya sehna padega

Aadi lega mujhse mehanga padega

Rapping ke maamle mein

Main pagal sa rapper hoon

Ye bata tu mujhse kab tak sadega

Tu jab tak sadega main tab tak ladega

Main thakk thakk karega

Dil dhakk dhakk karega

Aur mere hi khauf mein

Tu har jagah jaake tu

Mere hi baare mein bak bak karega

Tu bak bak karega…

Phir se main aake thak thak karega

Chilla ke gaane ka har kisi k bas ka nahi

Hard hoon chhote

Tere jaisa maska nahi

Aath saal bada phir bhi main thassta nahi

Hip Hop humara hai tere liye rasta nahi

Hum log ka Hip Hop hai Bantai

Kahaan se ghus raha hai tu beech mein

Pehle tha kya tu idhar

Jaa na udhar, naach na chhote

Hashtag #Sadak se pehle

Sadak Remix record hua

Saath mein gaana nikalega bol ke

Mere bhalte mein yeh wala fraud hua

Saaf dikhta hai upar se ye mooli

Shoot hoga bolke bahut diya tooli

Sign karna chahta tha mereko tu

Isliye phone karke bulaya Delhi

Baagad ke Billi

Sheikh Chilli shyana hai

Ek saal hua bata kahan gaana hai

Jawaab de logon ko

Log puch rahe hain #Sadak remix kahan hai

Yehi asli shot hai Bantai public

Aur tu ek din mere saath party machayega

Lekin paisa main laayega

Warna agli baar tu phir se ginayega

Raftaar Raftaar hua giraftaar

Rappers ko topa pinaane ka sanskar band kar

Seedha sound kam kar

Maine jo bhi kiya chote

Kiya khudke dum par

Puncture fatele tyre

Katele wire

–

–

Bura laga fire

Bhott hard hoon main

Aag hoon main

Organic banda main

Jhaad hoon main

Bhott hard Bhott hard

Kya

Bhott hard Bhott hard

Kya

Agla gaana pna bhott hard aa raha hai

Thik hai

Apun diss wiss mein ni atke rehte

Apun sacchai batane mein busy hai

Agle shoot pe chalti public

Naacho.. chale aye public

Hard hai hard hai

Bhai bhott hard hai

Bhott hard hai, bhott hard hai

Kya!

Explore this song