Roman script
Indhana vinvaa gayi thi more saiyan Mora saiyaan… Mora saiyaan… Haan solah shingaar karun Main toh intezaar karun Solah shingaar karun Main toh intezaar karun Minnatein hazaar karun Tu aaza aaza aa… Phir bhi na aaye mora saiyaan Hai shy mora saiyaan Tadpaaye mora saiyaan (x2) Mohe ghoor ke Kaahe taake door se Main guzarishein karun Ki paas aaja Phir bhi na aaye mora saiyaan Hai shy mora saiyaan Tadpaaye mora saiyaan (x2) Shiney Bindiya… Dekh teri baby dil magical ho gaya Udey neendiya… Light si teri eyes me kahin kho gaya Samjhe ishaare na tu… Mujhko nihaare na tu… Kab mera saiyaan pakdega baiyaan Saat samundar paar mujhe le jaye tu Milne kyun aaye na tu… Sapno se jaaye na tu… Kaise bolun tujhko Huaa kya hai mujhko TV pe dekhte rahti hoon photo tere Kab karega feel door khada hai ek mile Main guzarishein karun ki pass aaja Phir bhi na aaye mora saiyaan Hai shy mora saiyaan Tadpaaye mora saiyaan (x2) Saiyaan thara re Tanne tadpaave re Saiyaan thara re Na nazar aave re (x2) Mora saiyaan… Mora saiyaan…
Song details
- Singer: Meet Bros
- Singer: Monali Thakur
- Singer: Piyush Mehroliyaa
- Lyricist: Shabbir Ahmed
Song video
singer: Meet Bros, Monali Thakur, Piyush Mehroliyaa
music label: MB Music