Roman script

Sone se pehle dekh ke sona

Neend mein puchu ki tum ho na

Subah subah jab aankhein main kholun

Aake sirhaane tum baitho na

Mere liye tera itna

karna hi kaafi hai

Mujhko tumse ishq ho gaya

Tumko hona baaki hai

Mujhko tumse ishq ho gaya

Tumko hona baaki hai

Aankh mein teri ghar ho mera

Godh mein teri sar ho mera

Poochte ho jab kaisa hoon main

Haal tabhi behtar ho mera

Meri razaa tu jaan gaya

Ab tu bhi kya raazi hai

Mujhko tumse ishq ho gaya

Tumko hona baaki hai

Mujhko tumse ishq ho gaya

Tumko hona baaqi hai

Explore this song