Roman script

Tumse miley do din huve

Phir kyun lagey na dil

Ab se merey bas mein nahi

Teri suney ye dil (x2)

Main jitni baar milun

Mujhe kam hi lagta hai

Dil seedha saada tha

Ab sanki lagta hai

(Ta ra ra..)

Ki tumse pyaar main karta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumpe main yun marta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumse pyaar main karta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumpe main yun marta hoon

Tera pata poocha kare

Khud laapata hai dil

Tu kam se kam yeh toh bata

Kya chaahe tera dil (x2)

Main jitni baar milun

Mujhe kam hi lagta hai

Dil seedha saada tha

Ab sanki lagta hai

(Ta ra ra..)

Ki tumse pyaar main karta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumpe main yun marta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumse pyaar main karta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumpe main yun marta hoon

Wooh o..

Wo aake chale gaye

Hum baithe yahin rahe

Wo aake chale gaye

(Ta ra ra..)

Ki tumse pyaar main karta hoon

(Ta ra ra..)

Ki tumpe main yun marta hoon (x3)

Explore this song