Roman script
Keh do na Keh do na Keh do na… keh do na Keh do na, keh do na Tum mere ho Keh do na, keh do na Tum mere ho Aise sataaya na karo… Tumko na dekhun toh ghabrata hoon Jaane kyun paagal sa ho jaata hoon Tum door jaaya na karo Aise sataaya na karo Shauq aankhon ka ae humnasheen Sirf tum ho tumhi ho bas tumhi Shauq aankhon ka ae humnasheen Sirf tum ho tumhi ho bas tumhi Doosra khwaab dekha hi nahi Doosra khwaab dekha hi nahi Deewana hoon hadd se badh jaaunga Tumne nazar pheri to mar jaaunga Yun aazmaaya na karo Keh do na, keh do na Tum mere ho Keh do na, keh do na Tum mere ho Aise sataaya na karo… Tumko na dekhun toh ghabrata hoon Jaane kyun paagal sa ho jaata hoon Tum door jaaya na karo Aise sataaya na karo Hey… hey…
Song details
- Singer: Rahul Vaidya
- Composer: Rahul Vaidya
- Lyricist: Manoj Muntashir
Song video
director: Hasinth Pathirana
cast: Anusha Sareen, Rahul Vaidya
music label: Zee Music Company