Roman script

Aadhi roti jab khaaun

Jab dedh karela hoon main

Sej pe sovan tab jaaun

Jab mann ka thaila hoy

Maari yaar ne najariya

Challa chaap ri chunariya

Maari yaar ne najariya

Challa chaap ri chunariya

Sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye

Sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye

(Challa chaap ri chunariya)

Tohe beech bazaar diya jiya ee udhaar

Saiyan ho ho ho… saiyan ho…

Kare jid bekaar, thaame jamuna ke paar

Baiyyan ho ho ho… baiyyan ho…

Ho aadhi pauni thodi main

Tere ishq mein ho gayi poori main

Tu chillam ka dhuaan dhuaan

Uspe bhang dhatoori main

Haye haye haye haye

Kiya hai hawaale maine jiya yeh salona

Mujhpe kiya hai kya jaadu tona

Kacchi kairi si umariya

Tere itar se gujariya

Mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye

Mehki jaye, mehakti jaye, mehakti jaye

Aadhi roti jab khaaun

Jab dedh karela hoon main

Sej pe sovan tab jaaon

Jab mann ka thaila hoy

Maari yaar ne najariya

Challa chaap ri chunariya

Maari yaar ne najariya

Challa chaap ri chunariya

Sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye

Sarke haye, sarakti jaye, sarakti jaye

Challa chaap ri chunariya

Sarke haye, sarakti jaye

Explore this song