Roman script
Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai (x2) Ek ajnabi ehsaas hai Kuch hai naya, kuch khaas hai Kusoor ye saara… mausam ka hai Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai Chalne do manmarziyan Hone do gustakhiyan Phir kahaan ye fursatein Phir kahaan nazdeeqiyan Keh do tum bhi kahin Laapata to nahi Dil tumhara bhi kuch Chahata toh nahi Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai Ek ajnabi ehsaas hai Kuch hai naya, kuch khaas hai Kusoor ye saara… mausam ka hai Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai Sirf ikk mere siva Kuch aur na dekh tu Khwahishon ke shehar mein Ek main hoon, ek tu Tujhko aana hai toh banke tu saans aa Naa rahe dooriyan iss qadar paas aa Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai Bas ye ijaazat de mujhe Jee bhar ke main pee loon tujhe Main pyaas hoon aur tu… Shabnam sa hai Boond boond mein, Gum sa hai Ye saavan bhi toh, Tum sa hai
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Singer: Neeti Mohan
- Film / album: Hate Story 4
- Composer: Arko
- Lyricist: Manoj Muntashir
- Lyricist: Sanjay Gupta
singer: Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
lyricist: Manoj Muntashir, Sanjay Gupta
cast: Urvashi Rautela, Vivan Bhatena, Karan Wahi
language: Hindi