Roman script

Khoya khoya raasta

Aahista aahista

Dhoondha yahaan, dhoondha wahaan

Par mila na maayna

Iss kadar kho gaye

Kya pata kahaan

Khud se hi ho gaye

Lapata kaise hum yahaan

Khoya khoya raasta

Aahista aahista..

Kabhi socha na tha

Hum yahan aayenge

Khud ko iss tarah

Iss jagah payenge

Naaraaz itna khud se ho jayenge

Khoya khoya raasta

Aahista aahista

Dhoonda yahan dhoonda wahan

Par mila na maayna

Iss kadar kho gaye

Kya pata kahaan

Khud se hi ho gaye

Lapata kaise hum yahaan

Explore this song