Roman script

Dil zara tu sunn

Jo kahaa na hoga

Bas zara tu sunn

Jo sunaa na hoga (x2)

Tujhko thaamega

Tujhko maangega ye

Tujhpe marta hai ye

Kaise jaanega

Tujhpe marta hai ye

Kaise jaanega

Jaayega tu kahaan?

Wo o oh…

Dil zara tu sunn

Toh waqt batlaayega

Raahein anjaani manzil paayega

Tujhko thaamega

Tujhko maangega ye

Tujhpe marta hai ye kaise jaanega

Tujhpe marta hai ye kaise jaanega

Jaayega tu kahaan?

Woh o oh..

Dil sitaare sa

Aise aayega

Main jaagun ya

Tu so jaayega

Neendon ki jagah

Band shor miley

Neendon ki jagah

Band shor miley…

Jaane kab phir mile

(Band shor mile)

Jaane kab phir mile

(Jaane kab phir mile)

Jaane kab phir mile

Jaane kab phir mile…

Woh o oh..

Dil zara tu sunn

Toh waqt batlaayega

Raahein anjaani

Manzil paayega

Tujhko thaamega

Tujhko maangega ye

Tujhpe marta hai ye kaise jaanega

Tujhpe marta hai ye kaise jaanega

Jaayega tu kahaan

Woh o oh…

Explore this song