Roman script

Hmmm… ♪ ♫

Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

Sooni jagah pe koi chhede daraye

Hmmm…

Socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

Sooni jagah pe koi chhede daraye

Arey na na

Na re na na

Ye na kehna

Arey nashe mein aana naa

Hosh gawaana naa

Mujhko sataana naa

Jaane do mujhe abhi

Keh du tumhe Yaa chup rahun

Dil mein mere aaj kya hai

Jo bolo toh jaanu

Guru tumko maanu

Chalo ye bhi waada hai

O…

Aankhon hi aankhon mein

Baatein hui kya bataa

Baaton hi baaton mein

Ho gayi hoon lapata

Hmmm…

Aankhon hi aankhon mein

Baatein hui kya bataa

Baaton hi baaton mein

Ho gayi hoon lapata

Haan re haan re…

Dil mein tere ab hai rehna

Arey kabhi na kabhi toh

Kahin na kahin pe hota nahi hai

Jo huaa hai abhi abhi..

Keh du tumhe yaa chup rahun

Dil mein mere aaj kya hai

Jo bolo toh jaanu

Guru tumko maanu

Chalo ye bhi waada hai

Thodi thodi hai khumari dil mein kahin

Pehle toh aisa nasha hua hi nahi…

Ho…

Thodi thodi hai khumari dil mein kahin

Pehle toh aisa nasha hua hi nahi…

Ho…

Arey na na

Na re na na

Ye na kehnaa…

Arey nashe mein aana naa

Hosh gawaana naa

Mujhko sataana naa

Jaane do mujhe abhi

Keh du tumhe Yaa chup rahun

Dil mein mere aaj kya hai

Jo bolo toh jaanu

Guru tumko maanu

Chalo ye bhi waada hai

Explore this song