Roman script
La la la… Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya Sambhalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushqil ho gaya.. Gulabi.. Dil mein mere khwaab tere Tasveer jaise ho deewar pe Tujhpe fidaa main kyun hua Aata hai gussa mujhe pyar pe Main lut gaya Maan ke dil ka kaha Main kahin ka na raha Kya kahu main dilruba Bura ye jaadu Teri aankhon ka Ye mera qaatil ho gaya Gulabi aankhen jo teri dekhi Sharabi ye dil ho gaya
Explore this song
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Noor
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Anand Bakshi