Roman script
Tera junoon hai sar pe chadha Mujhe na sukoon hai karde riha Haal ye mera dekh zara Hosh hai baaki mujhme kahaan Jeena mahaul hai ab Tera sawaal hai ab De bata tu zara Kya naam loon main tere pyar ka Tu.. tu mohabbat nahi hai toh kya Tu.. tujhse rahat mile kyun bata (x2) Hmm.. tere padhun dil ke varak saare Likhe mile.. mere hi haq saare Jo soche tu.. mehsoos ho mujhko Mitt se gaye… jaise farak saare Dil mein kahin pe Ek darr sa laga hai Mujhse bhi zyada Koi tumko na chaahe… Mujhse na chheene pyaar mera Mujhe na sukoon hai, karde riha Haal ye mera dekh zara Hosh hai baaki mujhme kahaan Jeena muhaal hai ab [muhaal=difficult] Tera sawaal hai ab De bata tu zara Kya naam loon main tere pyar ka Tu.. tu mohabbat nahi hai toh kya Tu.. tujhse rahat mile kyun bata (x2) Tu hi wajah, hai mere jeene ki Tu chain hai, bechain seene ki Phir dard kyun, hai iss qadar mujhko Tu jo mera.. phir kyun fikar mujhko Koi tarika mere dil ko sikha de Kaise jiun main tere bin ye bata de Saans chale na tere bina Mujhe na sukoon hai karde riha Haal ye mera dekh zara Hosh hai baaki mujhme kahaan.. Jeena mahaul hai ab Tera sawaal hai ab De bata tu zara Kya naam loon main tere pyar ka Tu.. tu mohabbat nahi hai toh kya Tu.. tujhse rahat mile kyun bata (x2)
Song details
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Machine
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Arafat Mehmood
language: Hindi