Roman script
Khelan kyun na jaaye Tu Hori re rasiya (x2) Puche hai tohe saari kuiyan Kahan hai Badri ki dulhania Dulhania… Kurti pe teri malun gulaal Rang bata blue ya laal Air mein tere udte baal Aaja rang doon dono gaal Arey sara rara.. Arey sara rara.. Kabira sara rara.. Baby ke dekhe jhumke Laga de chaar thumke Chichore naache jamke, re! Aye aye… UP mein din dahaade Window aur chat pe taade Hum dekhen aankhen faade re! Arey arey… Tujhpe tiki hai meri naughty najariya.. Tujhko bana kar ke Tujhko bana kar ke Tujhko bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Tujhko bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Rani bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Muniya re muniya Badri ki dulhania (x2) Holi hai… Baby badi bholi hai Baby ki rang di choli hai Angreji mein khit pit madam ri Bura na maano holi hai Rama rama gazab hogaya Tere se nazariya lad gayi Aayi jawani julm hoyi gawa Kis aafat mein pad gayi Are sara rara.. Kabira sara rara.. Ho.. Rama rama gazab hogaya Tere se nazariya lad gayi Aayi jawani julm hoyi gawa Kis aafat mein pad gayi Haaye main mar gayi Sooli pe chadh gayi Na na na kehna tha Lekin haan kar gayi Dil tujhko send main to kar gayi re Main Badri ki dulhania Tujhko bana kar ke Le jayenge ho Badri ki dulhania Rani bana kar ke Le jayenge ho Badri ki dulhania Baby ke dekhe jhumke Laga de chaar thumke Chhichhore nache jamke, re! Aye.. UP mein din dahaade Window aur chat pe taade Hum dekhen aankhen faade re! Ayey.. arey re re.. Tujhpe tiki hai meri naughty najariya.. Haaye! Tujhko bana kar ke Tujhko bana kar ke Tujhko bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Tujhko bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Rani bana kar ke Le jayenge Badri ki dulhania Muniya re muniya Badri ki Dulhania (x2)
Song details
- Singer: Ikka
- Singer: Dev Negi
- Singer: Neha Kakkar
- Singer: Monali Thakur
- Film / album: Badrinath Ki Dulhania
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Shabbir Ahmed
singer: Ikka, Dev Negi, Neha Kakkar, Monali Thakur
director: Shashank Khaitan
cast: Varun Dhawan, Alia Bhatt
language: Hindi
genre: Hip-Hop (Rap)