Roman script

Kisi ko mera shauq hai

Kisi ko mera hai nasha

Jawaani kehte hain mujhe

Hai mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein

Kisi ki main hoon dilruba

Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Sara zamana… haseeno ka deewana

Zamana kahe phir kyun

Bura hai dil lagana (x2)

Saara zamaana…

(Raftaar)

RAA! Ladki ekdam right hai

Ladki dynamite hai

Ladki ke chakkar mein

Daily gali gali mein fight hai

Thoda humein do time yaara

Love nahi hai crime yaara

Har din mujhko better lage

Tu ladki hai ya wine

Arey janta ko jawaab do

Kab padogi pyaar mein?

Saari duniya lagi huyi hai

Hum bhi hain kataar mein

Saara zamana

Haseeno ka deewana (x3)

Saara zamaana…

Ye kaun keh raha hai

Tu aaj pyaar kar le

Jo kabhi bhi khatm

Woh aitbaar karle (x2)

Kisi ko mera shauq hai

Kisi ko mera hai nasha

Jawaani kehte hain mujhe

Hai mere aashiq har jagah

Kisi ko meri hasratein

Kisi ki main hoon dilruba

Mujhe paane ke vaaste maange duaa

Saara zamana… haseeno ka deewana

Zamana kahe phir kyun

Bura hai dil lagana

Saara zamana..

Explore this song