Roman script
Halka halka sa hai noor dil mein Saanson mein bhi hai aahistagi Beikḥteyaari ye keh rahi hai Meri toh duniya bas aap hi Aap se aashiqui Aap se mausiiquii, mausiiquii Aap se… Aap se aashiqui Aap se mausiqui, mausiqui Aa.. mausiiquii… Kab se… jaane kab se Mere dil mein hai ye bekarariyan Dheeme… dheeme-dheeme… Seene pe yaadein chalaaye aariyaan Rabb se hai ye guzarishein Kaayam rahe ye khwahishein Main inn aankhon se kuch na dekhunga Mera manzar toh bas aap hain Bahar bahar ke hai ḳisse saare Mere ander toh bas aap hain Aap se aashiqui Aap se mausiiquii, mausiiquii Aap se… Aap se aashiqui Aap se mausiqui, mausiqui Aa… mausiqui…
Song details
- Singer: Himesh Reshammiya
- Film / album: Aap Se Mausiiquii
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Manoj Muntashir
language: Hindi