Roman script
Chale chale toh kya chale hum Udein agar toh baat hai Mmm… Chale chale toh kya chale hum Udein agar toh baat hai Jiye jiye toh kya jiye hum Ladein agar toh baat hai Jaage hain chauraahe Kadmon ki ye thapkiyon se jaage hain Maidaano khul jaao Aa rahe hain hum jo khalbali toh honi hai Har gally mein Dhoni hai (oh..) Har gally mein Dhoni hai (oh..) Har gally mein Dhoni hai Har gally mein Dhoni hai Ho ujaalon ki ‘gar talaash hai Toh sooraj ka shehar paas hai Ujaalon ki ‘gar talaash hai Sooraj ka shehar paas hai Aa chal ke hum juta le Apne hisse ke ujaale Doobe ek sooraj toh dusra uga le Kaafi hai apni khaatir Ye muthi bhar iraade Chalne ke bal bhoote pe Hum duniya hilade Awaazon mil jaao Aa rahe hain hum jo Khalbali toh honi hai Har gali main Dhoni hai (oh..) Har gali main Dhoni hai (oh..) Har gali main Dhoni hai Har gali main Dhoni hai
Song details
- Singer: Rochak Kohli
- Film / album: M.S. Dhoni: The Untold Story
- Composer: Rochak Kohli
- Lyricist: Manoj Muntashir
language: Hindi