Roman script
Hummein tummein jo tha Woh khatam ho gaya Mod pe aakhiri main reh gaya Maine koshish bohat ki bacha lu, magar Pehle dil baad mein ghar jal gaya Seene mein di jagah, maine jis raaz ko Aankhon se wo meri beh hi gaya Hum me tum me jo tha Woh khatam ho gaya Mod pe aakhiri main reh gaya Mere liye tu wohi hai Badla kuch nahi Khel hai ye waqt ka sab Bigda kuch nahi Hai kasam tu aake le chal mujhe phir wahin Aye masiha mere aa zakham bhar bhi de Dard mein doobi hui gehraaiyan
Song details
- Singer: Papon
- Singer: Palak Muchhal
- Film / album: Raaz Reboot
- Composer: Jeet Gannguli
- Lyricist: Rashmi Virag
singer: Papon, Palak Muchhal
language: Hindi