Roman script
Aasma kitna saara tha aasma Jispe humne tha sab dharaa Per baadal pe tha aaya Raasta.. hum the pani ka rasta Na kisi se bhi vasta Dhoop the hum hi the saaya Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira Raasta.. pani ka tha jo rasta Ud gaya banke bhaap saa Mera dhundhla huaa saya Aasma.. itna sara tha aasma Mit gaya kachche khwab sa Raat ne mera dil khaaya Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira Jal jal ke mudna Aur dar dar ke udna Hua.. kyu huaa? Bach bach ke chalna Kehna koi sach na Hua.. kyu huaa? Huaa naraaz sa Shakhon se chhoot ke gira Juaa.. har sans ka Aankhon me keel sa gada Dhuaan aisa utha Taaron se tut ke gira Kuaan aisa bana Rassi se chhoot ke gira
Song details
- Singer: Sona Mohapatra
- Film / album: Raman Raghav 2.0
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Varun Grover
language: Hindi