Roman script
Ho… Na woh akhiyan ruhani kahin Na woh chehra noorani kahin Kahin dil wali baatein bhi na Na wo sajri jawani kahin Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2) Na toh hansna rumaani kahin Na toh khushboo suhani kahin Na toh rangli adayein dekhin Na toh pyari si nadaani kahin Jaisa tu hai waisa rehna Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4) Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu Sardiyon me gaalon pe jo aati mere lali tu Raaton ka sukoon Raaton ka sukoon bhi hai Subah ki azaan hai Chahaton ki chaadaron mein kare rakhwali tu Kabhi haq saare rakhta hai Kabhi samjhe begaani kahin Tu toh jaanta hai marke bhi Mujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna jo hai kehna Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2) Apne naseebon mein yaa Honsle ki baaton mein Sukhon aur dukhon wali Saari saugaaton mein Sang tujhe rakhna hai Sang tujhe rakhna hai Tere sang rehna Meri duniya mein bhi Mere jazbaaton mein Teri milti nishani kahin Jo hai sabko dikhani kahin Main toh jaanti hoon marke bhi Tujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna jo hai kehna Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4)
Song details
- Singer: Neha Bhasin
- Film / album: Sultan
- Composer: Vishal-Shekhar
- Lyricist: Irshad Kamil
Song video
cast: Salman Khan, Anushka Sharma, Randeep Hooda
language: Hindi
music label: YRF Music