Roman script

Aaine ke saamne main hoon sochta

Kya hota.. jo tu hoti yahaan

Tujhko roz saj-sanwarte main dekhta

Sach hota.. khwaabon ka jahaan

Khwabon ka jahaan

Rahe tu wahaan

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na

Crazy dil mera

Crazy hai tera

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na (x2)

Crazy dil mera

Crazy hai tera

Neendon ki galiyon mein

Yun muskuraaun main

Jaise deewana koi

Mehfil mein bheed mein

Khoya rahun main jaise

Majnu ka nana koi (x2)

Majnu ka nana

Cupid ka nishana

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na

Crazy dil mera

Crazy hai tera

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na

na na.. na na…

Apni hi baat pe khilkhilaye jo tu

Aankhein bhar aaye meri

Aur itni si baat pe

Munh phulaye toh mere

Honthon pe aaye hansi (x2)

Ban gaya hun drama

Aadami se pajama

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na

Crazy dil mera

Crazy hai tera

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na

Na na na na

Crazy hai tera

Main maze mein hoon

Na jagaa.. na na..

Explore this song