Roman script
Dabi dabi si hansi honthon pe phansi hai Gudgudi kar rahi hawa Oo.. halla macha rahi hai pagal si khwaishein Khushiyon ki mili hai wajah Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai (x2) Karne de khwaabon ko badmashiyaan Chalne de nazron ki manmaniyan Dhoondhe chalo kuch thikane naye Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan Hosh mein rehna hai kyun Rehne se hoga kya Behoshiyon mein hai maza Oo.. bachkaani harkatein jo hoti hain hone de Khushiyon ki mili hai wajah Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai (x2) Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein Hone lagi dekho ye baarishien Sar pe chadha hai yeh kaisa asar Daude raftaar mein dil ki sab dhadkanein Dhun koi chal rahi hai, kaano mein dheeme se Roshan hai zyada yeh subah Oo.. halchal jo ho rahi hai seene mein hone de Khushiyon ki mili hai wajah.. Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai (x2)
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Singer: Amaal Mallik
- Film / album: Kapoor & Sons
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Abhiruchi Chand
Song video
singer: Armaan Malik, Amaal Mallik
cast: Alia Bhatt, Sidharth Malhotra, Fawad Khan
language: Hindi
music label: Sony Music India