Roman script
Teri yaad mere dimaag mein Aise hai basi Na hi behte hain aansu Na hi aati hai hansi Kyun tu gayi aur kahan pe gayi Ye sab mujhko nahi pata Mujhko toh bas koi yahi bata de Ki meri kya thi khata Teri yaad hai har jagah Teri yaad hai har jagah Nahi milna humara… bewajah Aashiqui tujhse Yunhi nahi hai Koi na koi, hai wajah (x2) Teri yaad hai har jagah.. Hona tha jo ho gaya Khona tha jo kho gaya Pyaar mein tere padke Pagal hona hi tha ho gaya Ab yahi deewanapan sar chadhke bole Main kya karun? Ik chhota sa sawaal hai Main jiyun ya marun Tanha katega, kaise ye safar Mujh mein zinda tu hai iss qadar Jis ehsaas ko lafzon mein kehna.. Hai mumkin nahi ye, ab mera Aashiqui tujhse Yunhi nahi hai Koi na koi, hai wajah Teri yaad hai, har jagah.. Teri yaad mere dimaag mein Aise hai basi Na hi behte hain aansoo Na hi aati hai hansi Kyun tu gayi aur kahan pe gayi Ye sab mujhko nahi pata Mujhko toh bas koi yahi bata de Ki meri kya thi khata Katra katra, toot raha hoon Ishq mein tere, doob raha hoon Bikhre din hain beparwah raatein hain Kashish kuch ye aisi, bepanah Aashiqui tujhse Yunhi nahi hai Koi na koi, hai wajah (x2) Teri yaad hai, har jagah.. Teri yaad hai, har jagah..
Song details
- Singer: Himesh Reshammiya
- Singer: Badshah
- Film / album: Teraa Surroor
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Shabbir Ahmed
singer: Himesh Reshammiya, Badshah
language: Hindi
genre: Hip-Hop (Rap)