Roman script
Mubarak ho tujhe tera ghar, tera bistar Mubarak ho tujhe tera ghar, tera bistar Dil jaa raha hai tujhe chhod kar Jaane ke baad aayegi jo yaad tanhai mein raat bhar Shayad mera pyar tere liye itna khaas nahi Kitna tujhko pyaar karoon iska ehsaas nahi Kal pachhtaana tu, roke chup ho jaana tu Mubarak ho tujhe ye safar, tera bistar Dil jaa raha hai tujhe chhod kar Jaane ke baad aayegi jo yaad tanhai mein raat bhar Ab na wo phir raatein hongi na sham wo aayegi Tujhse judi har baat mere dil ko tadpayegi Din kat jayega par ratein kaise kat paayengi Ab aana tu sanam mere qabr par mere humsafar Dil jaa raha hai tujhe chhod kar Jaane ke baad aayegi jo yaad tanhai mein raat bhar
Song details
- Singer: Tony Kakkar
- Composer: Tony Kakkar
- Lyricist: Tony Kakkar
Song video
cast: Saanvi Dhiman
music label: Desi Music Factory