Roman script

Chhup gayin shaamein kis gali jaane

Chhup gayin shaamein kis gali jaane

Ho gayi tum judaa yun dheere dheere

Gir gayin haath se jaise laqeerein

Hawayein roz aate jaate

Sunayein mujhe teri baatein

Yeh mere raat din kuch khaas hote

Shart yeh hai agar tum paas hote

Aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja

Aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja

Aaj bhi tere naam par

Jugnu si jalein aankhein meri

O.. aaj bhi teri saanson se

Hai lipti huin saansein meri

Ho.. dekh le kuch bhi toh nahin

Badla tere mere darmiyaan..

Aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja

Aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja

Jod ke maine jod ke

Rakhi hain sabhi yaadein teri

O tu gayi, jabse tu gayi

Soyi hi nahin raatein meri

Ho.. jal gayin dekho jal gayin

Taare gin ke meri ungliyaan

Aa bhi jaa tu kahin se, aa bhi ja.. (x5)

Explore this song