Roman script
Rezaa rezaa bikhra tera chehra teri aankhein Saanson me mere chhupke leta hai tu saansein Paas jo tha, door hai kyun Itne hum majboor hain kyun Kyun hai nahi mere naseeb mein Dhoondein jisey shaamein meri shaamein Laaun kahaan se wo lamhein Lamhein lamhein Lamhein lamhein Lamhein lamhein Laaun kahan se woh lamhe Kosey kosey wo din Shabnam shabnam si raatein Jitna main bhulun tujhko Yaad aaye teri baatein Neend mein taare sone lage Kya thhe hum kya hone lage Yaadon ke sab sheeshe hai kyun toote Jaane kahaan chhoote, kahaan chhoote Jaane kahaan chhoote lamhe Lamhein lamhein Lamhein lamhein Lamhein lamhein Jaane kahan chhoote lamhein Khaali khaali raste poochhe kadmon se mere Kehte kahaan hai wo, jo sang chalta tha tere Laut ke aaye phir woh pal jo Ginti hoon pal pal har din Thehare hai palkon pe abhi aansun Le aa kahin se tu kahin se tu.. Na na na na… aa.. Lamhein lamhein Lamhein lamhein Lamhein lamhein Jaane kahaan chhoote lamhein (x2)
Song details
- Singer: Anmol M
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Manoj Muntashir
Song video
director: Mohit Suri
music label: Universal Music India