Roman script
Jaane tere shehar ka kya iraada hai Aasmaan kam, parindey zyada hain O.. jaane tere shehar ka kya irada hai Khushi ka hissa Gham ka hissa Ghoont ka hissa Dum ka hissa Zakhm aur marham ka hissa Dil-farosi ka ye qissa Jaane tera ishq bhi Kya tamasha hai Raat ko mulzim Din mein Khuda saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai Jaane hum pe kaun si aisi tohmat hai Samajh na paayein aib hai yaa ye aadat hai Malmal mein lipte hain Phir bhi bikhre hain Bas ye jaam humara hai, hum iske hain Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Yun toh mera dard hi ik dawa saa hai Har ghadi zinda.. har din naya saa hai Jaane tere shehar ka kya iraada hai Dialogues from video promo: – Iss Mess mein kaise rehte ho? – Main kahaan rehta hoon yahaan Yahaan intezaar rehta hai – Sir? – Haan ji ? – Customer. – Arey customer to roz aate hain Aaj ummeed aayi hai. – Kya sir, jaane diya aapne – Abey mohabbat hai isi liye to jaane diya Zidd hoti toh baahon mein hoti.
Song details
- Singer: Vipin Anneja
- Film / album: Jazbaa
- Composer: Arko
- Lyricist: Arko
Song video
language: Hindi
music label: Zee Music Company