Roman script

Mere har ek armaan se zyada

Chaahe re tujhko jiya

Kaise karoon yaqeen tu hai dilbar

Ya koi vaham piya, Behroopia..

Yeh dil tune bas me kiya, Behroopia

Haseen kusoor kiya..

Maine ek muskaan sajaa kar

Raaz ko parda diya

Pyara tujhe bhi hai meri soorat se

Mera naqaab piya Behroopia..

Zara sa hai fark piya, Behroopia..

mmm..

Jalaa chingari shama ban ja

Main bhi parwana hoon mujhe aazma

Bujhi shamma se na dil behla

Haath me aayega tere bas dhuaan

Hai yeh sitam hai ye zulm saraasar

Neendon pe kabza kiya

Karle tu yaqeen main hoon dilbar

Na koi waham piya, Behroopia..

Yeh dil tune bas me kiya, Behroopia

Haseen kusoor kiya

Yeh dil tujhe de hi diya

Jo hona hai hoga piya

Behroopia.. Behroopia!

Behroopia.. Behroopia!

Behroopia.. Behroopia!

Behroopia.. Behroopia!

Explore this song