Roman script
Dheere chalna hai mushkil to jaldi hi sahi Aankhon ke kinaaro mein bahaane hi sahi Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein Waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein Shabdon ke pahaadon pe likhi hai dastaan Khwabon ke lifaafon mein chhupa hai raasta Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein O.. waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein (Bengali Verse) O.. aakash, o.. palash rashi rashi Ektu sobuje chokh muchiye de… Ghor chhara manusher mone O.. jiya, O.. guzarte nazaare Rang udaane de Hum nashe mein hain Bhool gaye sawaalon ko saare Mehaki si hawaon mein chale hain hum kahin Hum jo chaahe dil ko wo pata hai ya nahi Hum chale baharon mein Gungunati raahon mein Dhadkane bhi tez hain Ab kya karein O.. waqt hai toh jeene de Dard hai to seene de Khwahishein anjaan hai Ab kya karein O.. aakash, o.. palash rashi rashi Ektu sobuje chokh muchiye de… Ghor chhara manusher mone O.. jiya, O.. guzarte nazaare Rang udaane de Hum nashe mein hain Bhool gaye sawaalon ko saare
Song details
- Singer: Anupam Roy
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Piku
- Composer: Anupam Roy
- Lyricist: Anupam Roy
Song video
singer: Anupam Roy, Shreya Ghoshal
director: Shoojit Sircar
language: Hindi
music label: Zee Music Company