Roman script
(Indeep Bakshi..) Jab main bada huaa to kudiya kendi Handsome hai munda Than ke jab bhi main niklun kendi Awesome lagda munda (x2) Kudiyan ho gayi jai paagal Maangti rehti meri phone number Mummy ko jaake kehti Karna maine swayamvar Meri look te fida har kudi hai yahaan Par meri waali kaise aur kab tak aayegi 36 Aayengi 36 Jayengi Par meri waali to mummy layengi ♪ ♫ ♬ ▁ ▂ ▃ ▆ ▅ █ Par meri waali to mummy layengi Ek raja par sau meri raniya Bina baat ke jo banti kahaniya Girls mujhe kehti love you shove you Par main karta hoon beimaniya Aankhon ka ishaara kare chup ke chup ke Nakhre dikhaye mujhe free ke Phir kahe chal tu sath mere kone mein Mazaa aayega sone mein Par ab kya main karun Ye sab kab tak sahun Maan liya tu hot hai Par meri kab tak aayegi 36 Aayengi 36 Jayengi Par meri waali to mummy layengi ♪ ♫ ♬ ▁ ▂ ▃ ▆ ▅ █ Par meri waali to mummy layengi Banta phirta rude shude tu Par mainu lagda hai fizool tu Mere piche sare munde diwaane Tujhko koi nahi milega Tu zindagi bhar sadega Teri waali to kaise kya, kabhi nahi aayegi 36 Aayengi 36 Jayengi Par meri jaise to… teri maa bhi na la payengi Par meri waali to mummy layengi Par meri waali to mummy layengi
Song details
- Singer: Indeep Bakshi
- Singer: Soni B
- Composer: Indeep Bakshi
- Lyricist: Indeep Bakshi
Song video
singer: Indeep Bakshi, Soni B
director: Team DG
music label: Times Music