,

Shaitaaniyan Lyrics - Badmashiyan || Ankit Tiwari

Movie: Badmashiyan
Singer: Ankit Tiwari
Music: Bobby-Imran
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music On: Zee Music

Shaitaaniyan Lyrics





Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Shab ki baahon mein so jaaye subah
Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa

Goonje saanson mein teri hi sadaa
Main lafz tera tu hai meri zubaan
Shataniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar

Milna tera.. milna mera..
Milna tha kismat mein likha
Manzil bhi thi milon judaa
Raahein mili jo tu milaa

Shataniyaan raat bhar kar le aa toot kar
Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar