Song Title: Maa Sun Le Zara
Singer: Sonu Nigam
Movie: Take It Easy - 2014
Music: Kishor, Sushan
Lyrics: Amol Powle, Sunil Prem Vyas, Sushant Pawar.
Star Cast: Raj Zutshi, Anang Desai, Dippanita Sharma
Music Label: Zee Music
Maa Sun Le Zara Lyrics
Dil pe umeed ka bojh, kuch maangein har koyi roz

Haseen meri kahin chup gayi, kahani kahin ruk gayi
Maa sun le zara, kehta hai kya dil yeh mera

Uljhan mein, kasmon ne laake mujhe rakh diya
Deke khushi apno ko, kaisa zakham khud ko diya
Roothi roothi si hasi, jhootha jhootha har lamha
Bheegi bheegi hai aankhein, tanha tanha
Mann chahe mera udhh jaaun,
Sapno se khud ke judd jaaun
Bann jaaun azaad parinda main koyi
Udhh jaaun, oonche ambar ki aur

O maa sun le zara, kehta hai kya dil yeh mera
Surmayi mere sapne, palkon tale jal gaye
Aansu mere naino se mom ban pighal gaye
Syaahi se indra dhanush ki
Thode se rang churaaun
Chanda ki thandi kiran mein, main so jaaun
Taaron ko choo loon main, ban baadal tar jaaun
Mujhko goud mein tu maa chupa le koyi
Sun na sakoon, iss duniya ka shor

![]() |