Roman script

Yeah..

Yeah..

Shoutout to sound nanomix

Yeah

3:30 AM yeah

Dekhe thhe jo sapne aaj unke paas hoon

Aankhon mein chamak hai pehle the aansu

Baaki sab wahi hai saala kuch nahi badla

Haan, pehle main aam tha ab thoda khaas hoon

Raaz woh ek aisa jise sab jaan’na chaahein

Suni apne baare mein kitne afwaahein

Baatein karne walon ka kaam baate karna

Karte hain kuch, baaki dete hain salaahein

Pen mere haath mein

Zindagi hai kaali

Tabhi likhun kaali raat mein

Top pe khada akela koi nahi saath mein

Jalne waale jalte lekin rehte aukaat mein hain

Yeah.. meri lagan, meri mehnat

Aur upar waale ka karam

Paise kamaye maine sachchai batake

Jisey dikkat, aake pakde wo mera

Unhe bakwas karne do jo bakwas karte hain

Khaali bartan hi jyaada awaaz karte hain

Main note ginta hoon wo haath malte hain

Kheloge jo aag se toh haath jalte hain

Kaamyaabi aur jalan saath saath chalte hain

Tabhi log yahaan lekar hathiyar chalte hain

Par main unn chutiyon mein se nahi

Kyunki jinka dimaag nahi chalta

Unke haath chalte hain

Mere saath chalte hain mujhse pyaar karte hain

Mere fan meri jaan meri koum meri shaan

Jaake poocho kisi se bhi galiyon mein

Hai sambhali kisne Hindustani hip hop ki kamaan, Badshah Badshah…

Hai bas ek hi naam Badshah Badshah

ka bas ek hi kaam likhna aur likhte hi jaana

Chalun aage aage mere peeche hai zamaana

Sabki nazrein hain mujhpe

Ab kya karega ye

Ek flop gaana aate hi marega yeh

Blah blah bak bak sunke main gaya thak

Mere paas unhe dene ke liye nahi hai f**k f**k

Fakr hai mujhe bas apni kala pe

Main hoon asli hain baaki saare nakli

Yahaan pe maine masli hain naslon ki naslein

Nakli rapperon ke rap jinke nahin bas mein yahaan pe Bas teri fatne hi waali hai

Sabko pata hai tu jaali hai

Chemist se lele bete neend ki goliyan

Kuch hi dinon mein meri album aane waali hai

Album aane waali hai

Meri album aane waali hai

Chemist se lele bete neend ki goliyan

Kuch hi dinon mein meri album aane waali hai

It’s your boy

No days off

Original never ends

Original never dies

Teri fatne hi waali hai

Peace out /

Explore this song