Roman script

Ungli….

Na na nanana…

Hoye…

Hey.. badhiya badhiya baatein karke

Ghatiya ghatiya kartab karke

Lap lap duniya ghular khaaye

Hey whity whity muh duniya ka

Blacky blacky kaala karke

Raag burai sur mein gaaye

Na na nanana…

Ho.. what a sankat (aiyyo)

No nivaran (aiyyo)

What a sankat no nivaran

Badi aafat aayi hai

Saare answer (aiyyo)

Leke aayi (aiyyaa)

Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba

Respected aadarniya ungli (x4)

Na na nana…

Beimaani beimaani beimaani ki udaan hai

Imaandari paidal choron ki daadi mein latke hue medal..

Ek sip mein sab gatak gaye

Duniya le manjilgar*

Kalyug ki gaadi aur agla tyre puncture

Hey overall duniya ghush gayi

Hey overall duniya ghush gayi under the table

What a sankat (aiyyo)

No nivaran (aiyyo)

What a sankat no nivaran

Badi aafat aayi hai

Saare answer (aiyyo)

Leke aayi (aiyyo)

Aayi aayi middle bai (at your service)

Re baba ri baba, baba ri baba

Respected aadarniya ungli

Re baba ri baba baba ri baba

B..b..b.. beech ki ungli (x2)

Na na nana..

Duniya duniya duniya duniya

Duniya ho gayi total damage

Arrey jisko dekho maar ke jaye thes

Hey kya andher nagri saare chopat raaja

Sabki khabar lene aa gayi

(At your service)

Re baba ri baba, baba ri baba

Respected aadarniya ungli

Re baba ri baba baba ri baba

B..b..b.. bich ki ungli (x2)

Na na nana..

Explore this song