Star cast: Akshay Kumar, Tamannaah Bhatia, Prakash Raj, Mithun Chakraborty
Music Label: Tips Music


Nahi Woh Samne Lyrics

Artwork accompanying Nahi Woh Samne Song Lyrics - It's Entertainment


Khamoshi ke khat woh mere naam kar gaya
Kore kore dil pe mere, yaad bhar gaya
Poochun main khuda se ye tune kya kiya
Jo tohfa diya tha, woh kyun hai le liya

Nahi woh saamne, ye kaise maan loon
Nahi woh saamne, ye kaise maan loon
Na koi bata de, rakhun main kaise ab sabar
Nahi woh saamne, ye kaise maan loon

Nahi woh saamne, ye kaise maan loon

Explore this song

Song details