,

Kya Sunaoon Lyrics | Shreya Ghoshal, Sonu Nigam

Album: Life Is Beautiful
Singers: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Music: John Hunt
Lyrics: Vimal Kashyap
Star Cast: Manoj Amarnani, Nancy Brunetta
Label: MAA Productions

Kya Sunaoon Lyrics











Ho..
piya.. piyaa..
Kya sunaon, kya bataaun
Kehna mushkil kitna chaahun

Ho.. kya sunnaon, kya bataaun
Kehna mushkil kitna chaahun

Kya chhupaun, kya dikhaun
Dil ke armaan kya ginnau
Itna hi bas jaanta hoon
Bin tere bejaan sa hoon
Aur kya main kahoon..
Aur kya main kahoon..

Kya sunaoon, kya bataoon
Kehna mushqil kitna chahoon

Kehna bahut kuch chaahun
Par tumse keh na pau
Jaane mein kyun ghabraun
Kuch sochun, darr jaaun

Ho raha hai kya, na jaanu
Raaton ko uth uth ke jagun
Haathon ko apne utha ke
Rab se bas tujhko hi maangu
Aur kya main kahoon..

Kya sunaoon, kya bataoon
Kehna mushkil kitna chahoon

O piya piya piya
Tune ye kya kiya
Tore bina kahin laage na mora jiya
O piya piya piya
Tune ye kya kiya
Tore bina kahin laage na mora jiya

Dekhoon tujhe toh jeena chaahun
Naa dekhun, jee naa paun
Hothon pe tujhko aa sajaa loon
Jab chahun gungunau

Meri har ek saans mein tu
Mere har ehsaas mein tu
Lab se jo kuch bhi main bolu
Mere har alfaaz mein tu
Aur kya main kahun..
Aur kya main kahun..
Aur kya main kahun..
Aur kya main kahun..

kya main kahun..
kya main kahun..