Roman script
Teri baahon mein jo sakoon tha mila Maine dhoondha bahut par Phir na milaa… aa.. Duniya chhoona chaahe mujhko yun Jaisay unki saari ki saari main Duniya dekhe roop mera Koi na jaane bechari main Haaye, tooti saari ki saari main Tere ishq mein hui Awari main Haaye, tooti saari ki saari main Tere ishq mein hui Awari main.. Koi shaan bulaaye Koi daam lagaaye Main bhi upar se hansti Par andar se haaye.. Kyun dard chupaye baithi hai Kyun tu mujhse kehti hai Main toh khud hi bikhra huaa Haaye andar andar se toota main Tere ishq mein khud hi se rootha main Haaye andar andar se toota main.. Tere ishq mein khud hi se rootha main Main jee bhar ke ro lun Teri baahon mein so lun Aa phir se mujhe mill Main tujhse ye bolun: Tu anmol thi Pal pal bolti thi Aisi chup tu laga ke gayi Saari khushiyaan kha ke gayi.. Haaye, andar andar se toota main.. Tere ishq mein khud hi se rootha main Haaye, teri hoon saari ki saari main Ho.. par tere liye bazaari main!
Song details
- Singer: Adnan Dhool
- Singer: Momina Mustehsan
- Film / album: Ek Villain
- Composer: Rabbi Ahmed, Adnan Dhool (SOCH Band)
- Lyricist: Rabbi Ahmed
- Lyricist: Adnan Dhool (SOCH Band)
singer: Adnan Dhool, Momina Mustehsan
cast: Prachi Desai, Riteish Deshmukh, Sidharth Malhotra
language: Hindi