Roman script
Teri yaad mein doobe doobe hum Dil hai dhuaan zinda hain kum Tutey.. tutey.. tutey.. Teri yaad mein doobe doobe hum Dil hai dhuaan zinda hain kam Pyaar mein, bar mein, maar main Tutey.. tutey.. tutey.. (Tutey.. tutey.. tutey..) Tu chain mera do nain mere Tu jaag meri, tu raina thi.. hey.. Hey.. tutey.. tutey.. tutey. Tu chain mera do nain mere Tu jaag meri, tu raina thi Din ka sitaara ban gayi Kismat syahi se rang gayi Din ka sitaara banke Kismat syahi se rang ke Ishq kiya tune dagaa aaha, aaha Aa chhalni hai rooh.. Chhalni hai rooh, choor choor hum Khudse huve door door hum Pyaar mein haaye, haar mein haaye, haar ke.. Toote.. toote.. toote.. Dushmani ki khudi se khwahish hai Duniya laage najaayaz hai… Hey.. Tutey.. tutey.. Dushmani ki khudi se khwahish hai Duniya laage najaayaz hai Beparwaah, bekaabu se Paagalpan, behaali se Beparwaah, bekaabu se Paagalpan, behaali se Karne chala sab kuchh tabaah Teri chaah mein zaar-zaar hum Karne chale aar-paar hum Pyaar mein, faar mein, saans mein Tuttey.. tutey.. tutey.. Pyaar mein haaye Faar mein haaye Maar mein.. tute… Tutey.. tutey.. tutey.. Tutey… ae.. ae ae…
Song details
- Singer: Sukhwinder Singh
- Film / album: Dishkiyaoon
- Composer: Sneha Khanwalkar
- Lyricist: Sanamjit Talwar
Song video
cast: Sunny Deol, Harman Baweja, Ayesha Khanna
language: Hindi
music label: EROS