Roman script
Dil mere hook lagi huaa aawara Huaa aawara… main jhoome jaaun Sapne aankhon se phoot, huey gubbara Huey gubbara… main udta jaaun Nissar hai, khumaar hai Nisaar hai, khumar hai Nisar hai, khumaar hai Kyun aaj man titli sa naache, machalta jaaye har sapna Hazaar pal jee lun ek pal mein Khatam shiqayat har shiqwa… Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye Khoye se din hain, khoye se hum hain Khwahish ko jaag lagi Bani fauvvara.. bani fauvvara Main bheegi jaaun Dil ka paasa phenka.. Main sab kuch haara Main sab kuch haara Main girta jaaun Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye Khoye se din hain, khoye se hum hain Hain khoye-khoye, khoye-khoye, khoye Khoye se din hain, khoye se hum hain
Song details
- Singer: Vishal Dadlani
- Singer: Sneha Khanwalkar
- Film / album: Dishkiyaoon
- Composer: Sneha Khanwalkar
- Lyricist: Sanamjit Talwar
Song video
Song video
singer: Vishal Dadlani, Sneha Khanwalkar
cast: Sunny Deol, Harman Baweja, Ayesha Khanna
language: Hindi
music label: EROS