Roman script
Ho… Here we go.. Tu mushtanda.. Tu mushtanda, tu sexy Tu chalti phirti taxi Idhar nigaahein.. udhar nishana.. Na rukne wali taxi Main beparwah mushtanda hoon Kaali kartooto ka fanda hoon Pariyon ke beech mein sutte kheench ke Daaru ke nashe mein nanga hoon Main beparwah mustanda hoon ha ha ha… Mere mann mein corruption.. ahaan Mere tann mein seduction.. o hoy Sab ko iski hai tension Par apni ye intention Shot lagaao, dhuaan udaao Bagal mein rakho Marie Arey bhaad mein jaaye Harry Tu mushtanda Tu hai gunda, par munda hai tu sexy Tu chalti phirti taxi Yeah! Legal-vegal nahi aata Karta hoon jo mann ko bhaata Apne mann mein sab kuch illeagal bhi hai legal Ishq karun ya mushq karun, arey tanne kya Arey lust karun ya love karun, abey tanne kya Baawli booch Cheat karun ya rob karun, abey tanne kya Moral ya immoral, arey tanne kya… Chak de fatte beta Main sabse bada abhineta Arey bhaad mein jaaye neta Tu mustanda Tu hai gunda, par munda hai tu sexy Tu chalti phirti taxi Main beparwah, main beparwah Main beparwah mushtanda hoon Kaali kartooto ka fanda hoon Pariyon ke beech mein Sutte kheench ke Daaru ke nashe mein nanga hoon Bada badmash main banda hoon Bambay ka raja main ganda hoon Khel ka kutta purana hoon Main tabhi toh ab tak zinda hoon Tere mann mein corruption.. ahaan Tere tann mein seduction.. oy hoy Mere mann mein corruption Mere tann mein seduction Mmm.. main mushtanda Main hoon gunda Par munda hoon main sexy Na rukne waali taxi
Song details
- Singer: Mika Singh
- Singer: Aishwarya Majmudar
- Film / album: Kaanchi
- Composer: Subhash Ghai
- Lyricist: Subhash Ghai
Song video
singer: Mika Singh, Aishwarya Majmudar
cast: Mishti, Kartik Aaryan
language: Hindi
music label: Mukta Music