Roman script
Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha (x2) Lab-o-rukhsaar hanste thhe Dar-o-deewar gaate thhe Dharakte thhe, matakte thhe badan Kal shab jahaan main tha Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha Ajab tha Mir mehfil Gazab tha Mir-e-Mehfil Pari tha hoor tha woh Saraapa noor tha woh Ki sadke uspe saare Dil-o-jaan uspe haare Thi jannat se bhi badhkar Woh jagah kal shab jahaan main tha Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha O ee.. ye ye yea… O ee.. la la pa re La lai lai… Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha Lab-o-rukhsaar hanste thhe Dar-o-deewar gaate thhe Dharakte thhe, matakte thhe badan Kal shab jahaan main tha Nahi maloom mujhko kya jagah thi woh jahaan main tha Thi mehfil raqs mein, masti mein bekhud kal jahaan main tha Meaning of some Urdu words: Lab-o-rukhsar: Lips & Cheeks, Dar-o-Deewar: Doors & Walls, dharakte: beats, Shab: Night, Bekhud: ecstasy/unaware, mir: leader, saraapa: wholly
Song details
- Singer: Ali Zafar
- Singer: Fariha Parvaiz
- Film / album: Total Siyapaa
- Composer: Ali Zafar
- Lyricist: Aqeel Rubi
singer: Ali Zafar, Fariha Parvaiz
cast: Ali Zafar, Yami Gautam
language: Hindi