Roman script
Tere naina bade qaatil maar hi daalenge Tere naina bade qaatil maar hi daalenge Qaatilana.. qaatilana adaa se ek din is dil ko.. Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge Tere naina.. naina, naina! Tere naina.. naina, naina! Kaatilana bade naina.. naina! Tere naina.. naina, naina! Tere naina.. naina, naina! Kaatilana bade naina.. naina.. Qaatilana.. kaatilana adaa se ek din is dil ko Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge Tere naina bade qaatil maar hi daalenge Ga ma pa sa.. sa Ga ma pa sa.. pa Ga ma pa sa.. sa Ni sa re, re re Shararat naina karte hain Tadapna dil ko padta hai O dheere-dheere haule-haule Silsila bhi badhta hai Teri yaadon ki garmi se Mera lamha pighalta hai Dard ko teri baahon mein Bada aaraam milta hai Bada aaraam milta hai Qaatilana adaaon se ek din is dil ko… Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge Tere naina bade kaatil maar hi daalenge Naina… kaatilana… naina re… Tere ehsaas ki khushboo Meri saanson mein behti hai Tere deedar ki khwaahish Mujhe din raat rehti hai Tere aane ki aahat se Machalte hain, mehakte hain Bichhadte hain to har lamha Teri hi raah takte hain Teri hi raah takte hain Kaatilana adaaon se ek din is dil ko.. Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge Tere naina bade kaatil, maar hi daalenge Tere naina.. naina, naina Tere naina.. naina, naina Kaatilana bade naina.. naina… (x4)
Song details
- Singer: Shaan
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Shabab Sabri
- Film / album: Jai Ho
- Composer: Sajid-Wajid
- Lyricist: Sameer Anjaan
singer: Shaan, Shreya Ghoshal, Shabab Sabri
cast: Salman Khan, Tabu, Daisy Shah, Sana Khan
language: Hindi