Roman script

yay ee yay ee…

Auni pauni teri harqaton pe khulke hansta hua

Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua

Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha

Kya isko ho gaya, naa jaane kya hua

Sochta hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Sochti hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Yay ee yay…

Barsaatein,

Baadalon ke bin wo karwa de

Hansti hai jab woh

Kabhi yunhi bina kahe kahin

Uda ke bas le jaati hai woh

Aye dil, suno na zara kehna mera

Peechhe uske tu aankhein meeche

Kyun bhaage jaane le jaaye woh kidhar

Sochti hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Sochta hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Hey.. hey.. hey….

Tu na jaane khud ko bhi jitna

Maine jaana tujhko hai utna

Thodi thodi dopehri

Zara sa tu mera savera

Abb to sune naa dil meri

Aate-jaate bas aane waale pal ke

Khayaalon mein hai rehta bekhabar

Sochta..

Sochti hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Sochta hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer

Bin bataaye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer

Auni pauni teri harqaton pe khulke hansta hua

Aadhi tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua

Pehle to sensible sa yeh mera deewana dil tha

Kya isko ho gaya, naa jaane kya hua!

Sochti hoon raat bhar – Sochta hoon raat bhar

Kyun hua hai dil duffer – Kyun hua hai dil duffer

Bin bataye iss kadar – Bin bataye iss kadar

Kyun hua hai dil duffer – Kyun hua hai dil duffer

(x2)

Explore this song