Saare jahan se achha hindustan hamara Hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara
Parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya Parbat hai iske unche, payari hai iski nadiya Aakash mein isike gujri hazaro sadiya Hasta hai bijliyo par ye aashiyan hamara Hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara Saare jahan se achha
Viraan kar diya tha aandhi ne is chaman ko Dekar lahu bachhaya gandhi ne is chaman ko Raksha karega ishki har naujawan hamara Hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara Saare jahan se achha
Aawaaj de raha hai ye aman ka pujari Ye jung aur ladai humko nahi hai pyari Kya kah raha hai dekho kaumi nishan hamara Hum bulbule hai iski ye gulsitan hamara Saare jahan se achha.