Roman script
Ho frontier pe tere, aaya hai jawaan Doorbeen se taake woh apna nishaan Hey frontier pe tere, aaya hai jawaan Doorbeen se taake woh apna nishaan (kya baat hai) O.. Tayyab, tell me, tell me, how? how? Tayyab, tell me, tell me, how? how? Ho Ladki teri Taj Mahal si hum kare wow wow Ho Ladki teri Taj Mahal si hum kare wow wow Kyun hone na de, ban.ne na de Salma ko dulhan Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2) Ladka aur Ladki raazi Phir bhi naa maane Qazi Ye zidd na chhodein Ye dil ko todein Kyun hone naa de, ban.ne naa de Salma ko dulhan Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2) C’mon baby Purana chaawal tu – haay haay Nayi biryani hum – haay haay haay Middle mein dekho kaise murgi phadphadati hai Tera toh ho gaya – haay haay Hum se kyun jalta hai – haay haay haay Humko maloom teri Fiat kahaan jaati hai Kisi ko pata chala toh B O W bow bow (Kisi ko pata chala toh B O W bow bow) Kisi ko pata chala toh B O W bow bow Kyun hone na de, Ban.ne na de Salma ko dulhan Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2) Haaye nigaahein tadpofy (haaye haaye) Hai armaan bhadkofy Beautiful baby teri Apne parlour aane de Jawaani dekho fly (haaye haaye) Hai kab se hum toh try Family mein do couple ko tu jaane de Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now (Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now) Dilon ko mila de ab toh N.O.W. now now Kyun hone na de, Ban.ne na de Salma ko dulhan Tayyab Ali pyar ka dushman haay haay Mere yaar ka dushman haay-haay haay-haay (x2) Haay Haay… (Arey waari jaaun…)
Song details
- Singer: Javed Ali
- Film / album: Once Upon Ay Time in Mumbai Dobaara!
- Composer: Anupam Amod
- Lyricist: Rajat Aroraa
cast: Imran Khan, Sonakshi Sinha, Akshay Kumar
language: Hindi