Roman script
Haathi jaisa dubla-patla re pappu Pappu bechara Majnu bana Phata purana aashiq raddi Laila ke dekho peeche pada (x2) Duniya ne dekha toh ye kaha Duniya ne dekha toh ye kaha Duniya ne dekha toh ye kaha… Andha Ghoda.. Race Mein Dauda Andha Ghoda.. Race Mein Dauda Andha andha ghoda race mein dauda Tabdig tabdig dauda race mein dauda dauda Andha andha ghoda race mein dauda Dauda dauda doda race mein dauda dauda Andha Ghoda.. Hero jaisi chaal nahi Huh! bandar jaisi laal nahi Sur bigde hain, taal nahi Dauda dauda dauda dauda! (x2) Peetal pe sona ka paani Nahi pategi billo rani Ghatiya si hai prem kahaani Dauda dauda dauda dauda.. Door se laga ki dhol baj raha Paas aake dekha toh kaan phat raha Duniya ne dekha to yeh kaha Duniya ne dekha to yeh kaha Duniya ne dekha toh yeh kaha Tabdig tabdig tabdig… Andha ghoda… race mein dauda Ali Zafar: Pyar mein dil ban baitha baccha Pyaar kiya hai issne saccha Jo bhi hoga hoga accha Hoga hoga hoga accha Seedhi sachi feeling hai yeh Dil se dil ki dealing hai yeh Toote dil ki healing hai yeh Dhoondne tujhe ye dil ye aa gaya Aaj ye yaqeen hua pyar mill gaya Duniya ne dekha to yeh kaha Duniya ne dekha to yeh kaha Duniya ne dekha toh yeh kaha kaha kaha… Race mein dauda Andha ghoda race mein dauda Race mein dauda
Song details
- Singer: Wajid
- Singer: Ali Zafar
- Film / album: Chashme Baddoor
- Composer: Sajid-Wajid
- Lyricist: Jalees Sherwani
singer: Wajid, Ali Zafar
director: David Dhawan
cast: Ali Zafar, Siddharth
language: Hindi