Roman script
Sawalon ki godh mein Soya hua woh nanha sa andhera Moondi hui aankhon par uski Abhi haath kisi ne hai chhoda Makhmal ki ungliyan hai Suraj ki roshni ka angootha hai Fay reh gaye hai, kuch roshni wale Fay reh gaye hai, palko ke tale Inhe jo nikala gaya toh Darr hai kahin andhera jaag na jaye Jaag na jaye Jaag na jaye Ro naa jaye Khargosh se iske naksh giley hue toh Marghat ke sooney mahal ban jayenge Kamzor si khubani khatta jamun ban jayegi Kamzor si khubani khatta jamun ban jayegi Isey rehne do Isey soney do Bas soney do Rehne do (x2) Ghalib ki duniya wali dua hai Isey rehne do Isey soney do
Song details
- Singer: Najim Arshad
- Film / album: Kaafiron Ki Namaaz
- Composer: Advait Nemlekar
- Lyricist: Ram Ramesh Sharma
Song video
language: Hindi
music label: Lorien Records