Roman script
Mujh mein tu, tu hi tu basa Naino mein, jaise khwaab saa Jo tu na ho toh pani pani naina Jo tu na ho toh main bhi hunga main naa Tujhi se mujhe sab ataa Mujh mein tu… tu hi tu basa Naino mein jaise khwaab saa Ishq aashiqui mein Kuch log chhant.ta hai Zakhm bant.ta hai Unhe dard bant.ta hai Tod deta hai khwaab saare dekhte dekhte Kar de barbaad saa Jo tu na ho toh pani pani naina Jo tu na ho toh main bhi hunga main naa Tujhi se mujhe sab ataa Mujh mein tu… tu hi tu basa Naino mein jaise khwaab saa Safar do kadam hai, jise ishq log kehte Magar ishq wale, sab safar me hi rehte Khatm hota na umr bhar hi, Ishq ka raasta Hai ye behisaab sa Jo tu na ho toh pani pani naina Jo tu na ho toh main bhi hunga main naa Tujhi se mujhe sab ataa Mujh mein tu Tu hi tu basa Naino mein jaise khwaab saa
Song details
- Singer: Keerthi Sagathia
- Film / album: Special 26
- Composer: M M Kreem
- Lyricist: Irshad Kamil
- Singer: M.M. Kreem
- Film / album: Special 26 (2013)
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Kajal Aggarwal
- Actor: Manoj Bajpayee
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Rajesh Sharma
- Actor: Mukesh Bhatt 1
- Actor: Deepraj Rana
music: MM Kreem
director: Neeraj Pandey
cast: Akshay Kumar, Kajal Agarwal, Anupam Kher, Manoj Bajpai, Jimmy Shergill
language: Hindi
actor: Akshay Kumar, Kajal Aggarwal