Roman script

Naa naa naa…

De re na naa… o o

Pressure cooker jaise sar ki baj jaye na seeti

Ratta maar Ratta maar

O Patak patak ke sar gira de

Knowledge ki deewar ratta maar

Ratta maar… Ratta maar..

Chadh jaaye jo bukhar coffee se tu utar

Ghis ghis ke bheja kar le tez dhaar

Ratta Maar…

O bhool ja average chadh ja tu kitabo ke pahaad

Sau baar Ratta Maar (zara zor se)

Tak pak tak pak brain ko dauda usko chabuk maar zordaar

Ratta maar (zara zor se)

Dar ke milega kya lega kya tu ukhad

Gat gat ke pee ja….

O o Ratta Maar…

At the end of day upar tere

Latki hai performance ki talwar

AIsi dariya hai Remember karle

Jo doobe wohi hota hai paar

Jo bhi aaye yahaan pe usko chance ek milti hai

Har nazar ki yahaan pe socho

Ek manzil hi hai

Mauqa mile toh khona nahi

Yeh aaayga naa baar baar

Dhakka maar zara zor se

Zara dheere se…

Dhakka Maar..

Ho o…

Ho maar le ratta ho ja (100% taiyyar)

Na chhod kasar tu koi

Chal maar le baazi maar

Hai ek hi solution teri mushqil ka yaar ratta maar

Ratta maar…

Explore this song