Roman script
Go go go Govinda! Go go go Govinda! Atke matke jhatke maare hai Tu aaj shola to hum bhi fuwaare hain Tu asmaan pe to chaand taare hain hum Atke matke jhatke maare hai Tu aaj shola to hum bhi phuwaare hain Tu asmaan pe to chaand taare hain hum Chaahe dum nikle ye dum Hai kasam teri kasam Tujhe aaj chhodenge naa hum Go go go Govinda! Go go go Govinda! Gyaarah baarah terah badh raha paara Body ka humaara yaara Gyaarah baarah teraah Oye! oye oye… Gyaarah baarah terah badh raha paara Body ka humaara yaara Dekho naa humaare naino se karaare Nikle haaye sharara Tera ye nazaara lage hume kitna satrangi Tera bada charcha tera kissa atrangi Chaahe dum nikle ye dum Hai kasam teri kasam Tujhe aaj chhodenge naa hum Go go go Govinda! Go go go Govinda! Hey matki tod re… Go go go Govinda!
Song details
- Singer: Aman Trikha
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: OMG – Oh My God!
- Composer: Himesh Reshammiya Advertisement
- Lyricist: Shabbir Ahmed
singer: Aman Trikha, Shreya Ghoshal
language: Hindi