Roman script
Tera ishq bada teekha Mujhe teekha achha lage Tere ishq mein dard bada Mujhe dard achha lage Tera ishq bada jhootha Ho ho ho… Tera ishq bada jhootha Mujhe jhootha achha lage Ho tera ishq bada tikha Mujhe tikha achha lage Tere ishq mein dard bada Mujhe dard achha lage Nis-din mujhe bas ab teri Yaad sataati hai Tanhaayi bhi raaton ko mujhe jagaati hai Tere inn labon pe Mere hothon ka ab chumban hoga Anjaane khwaabon ka aaj milan hoga Tera ishq bada pheeka Mujhe pheeka achha lage Haan tera ishq bada jhootha Mujhe jhootha achha lage Ho teri iss adaa pe, Teri iss hansi pe Jaan fida meri Mill jaaye tu mujhko hai yeh duaa meri Tere saaye mein, Tere pehlu mein Jannat hai meri Teri dilkash panhaaon mein raahat hai meri Tera ishq bada khataa Mujhe khataa achha lage Tera ishq bada jhootha Mujhe jhootha achha lage Tera ishq bada teekha Mujhe teekha achha lage Tere ishq mein dard bada Mujhe dard achha lage ho ho ho… Tera ishq bada jhootha Mujhe jhootha achha lage
Song details
- Singer: Javed Ali
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Rowdy Rathore
- Composer: Sajid-Wajid
- Lyricist: Sameer Anjaan
Song video
singer: Javed Ali, Shreya Ghoshal
director: Prabhu Deva
cast: Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
language: Hindi
music label: Sony Music India